Thermodynamics: delta U = q + w ya q - w? bhai sign hi samajh nahi aata
Bhai ek problem hai. Chemistry teacher ne bataya ΔU = q + w. Physics wale sir ne bola Q = ΔU + W, matlab ΔU = Q − W. Dono ek hi cheez hai ya mere dimaag ka bug hai? Aur ye bhi nahi samajh aa raha ki gas expand karti hai




